For all songs in this series, go here
This song is from the 1967 Indian Hindi-language spy-thriller heist film Jewel Thief. Music was composed by S. D. Burman to the Lyrics penned by Majrooh Sultanpuri. Sung by Lata Mangeshkar and Bhupinder Singh
This song was played on TV for a reality TV show involving singers who sang this song. There is lot we can write about this movie, but this post is for this song. This movie started a trend where directors began putting a song before the climax.
Lyrics transliterated:
Honthon Mein Aisi Baat
Honthon Mein Aisi Baat, Main Dabaa Ke Chali Aayi
Khul Jaaye Wohi Baat Toh, Duhaayi Hai Duhaayi
Honthon Mein Aisi Baat, Main Dabaake Chali Aayi
Khul Jaaye Wohi Baat Toh, Duhaayi Hai Duhaayi
Haan Re Haan, Baat Jis Mein, Pyar Toh Hai, Zahar Bhi Hai.. Haay
Honthon Mein Aisi Baat, Main Dabaake Chali Aayi
Khul Jaaye Wohi Baat, Toh Duhaayi Hai Duhaayi
Oooo.. Shaalu
Raat Kaali Naagan Si Huyi Hai Jawaan, Raat Kaali Naagan Si Huyi Hai Jawaan
Haay Daiyya Kisko Dasegaa Yeh Samaa, Haan Haay Daiyya Kisko Dasega Yeh Samaa
Jo Dekhu Peechhe Mudke, Toh Pag Me Payal Tadpe
Aage Chalu Toh Dhadakti Hai Saari Angnaayi, Honthon Mein Haay
Honthon Mein Aisi Baat, Main Dabaake Chali Aayi
Khul Jaaye Wohi Baat, Toh Duhaayi Hai Duhaayi
Haan Re Haan, Baat Jis Mein, Pyaar Toh Hai, Zahar Bhi Hai Haay
Honthon Mein Aisi Baat, Main Dabaake Chali Aayi
Khul Jaaye Wohi Baat Toh, Duhaayi Hai Duhaayi
Oooo… Shaalu
Aise Mera Jwaala Sa Tan Lehraaye, Aise Mera Jwaala Sa Tan Lehraaye
Arey Haaan Haan Haan, Lat Kaheen Jaaye, Ghoonghat Kaheen Jaaye
Haan Lat Kaheen Jaaye, Ghoonghat Kaheen Jaaye
Arrey Abb Jhumka Toote, Ke Meri Bindiya Chhoote
Abb Toh Banke Qayamat Leti Hu Angdaayi, Honthon Mein Haay
Honthon Mein Aisi Baat, Mai Dabaake Chali Aayi
Khul Jaaye Wohi Baat, Toh Duhaayi Hai Duhaayi
Haan Re Haan, Baat Jis Mein, Pyar Toh Hai, Zahar Bhi Hai Haay
Honthon Mein Aisi Baat, Mai Dabaake Chali Aayi
Khul Jaaye Wohi Baat, Toh Duhaayi Hai Duhaayi