For all songs in this series, go here
This song is from the 2003 Indian Hindi-language family drama film Baghban (= Gardener). Music was composed by Aadesh Srivastava with Lyrics penned by Sameer. Sung by Sameer. Sung by Udit Narayan and Alka Yagnik.
Lyrics transliterated:
Pehle Kabhi Ha Ha Pehle Kabhi; Naa Mera Hal Aisa Huwa
Meri Neend Gayi Chain Khone Laga; Kuchh Toh Hone Laga
Kuchh Toh Hone Laga
Pehle Kabhi Ha Ha Pehle Kabhi; Naa Mera Hal Aisa Huwa
Meri Neend Gayi Chain Khone Laga; Kuchh Toh Hone Laga
Kuchh Toh Hone Laga
Pehli Mohabbat Ka Ehsas Hai Yeh; Pehli Mohabbat Kaa Ehsas Hai Yeh
Kaise Bataoo Ke Kya Pyas Hai Yeh
Kyun Tadpane Laga Kyun Dhadakne Laga; Koyi Sapna Mera Dil Sanjone Laga
Kuchh Toh Hone Laga; Kuchh Toh Hone Laga
Mehboob Chahat Ki Raho Me Milke; Mehboob Chahat Ki Raho Me Milke
Pure Huey Sare Arman Dil Ke
Abb Sanam Darmiya Naa Rahi Duriya; Teri Zulfo Tale Mai Toh Sone Laga
Kuchh Toh Hone Laga; Kuchh Toh Hone Laga
Pehle Kabhi Ha Ha Pehle Kabhi; Naa Mera Hal Aisa Huwa
Meri Neend Gayi Chain Khone Laga
Kuchh Toh Hone Laga; Kuchh Toh Hone Laga
Kuchh Toh Hone Laga; Kuchh Toh Hone Laga
Kuchh Toh Hone Laga; Kuchh Toh Hone Laga
Kuchh Toh Hone Laga;