For all songs in this series, go here
This is from the 1973 Indian Hindi-language masala film Yaadon Ki Baaraat (= Procession of Memories). The film was later remade in Indian Telugu-language as Annadammula Anubandham in 1975, in Indian Tamil-languagee as Naalai Namadhe in 1975 and in Indian Malayalam-language as Himam in 1983.
Music was composed by R. D. Burman to the Lyrics penned by Majrooh Sultanpuri. Sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi The opening lines of this song was inspired by the English song, “If It’s Tuesday, This Must Be Belgium” by Bojoura from the soundtrack of 1969 film of the same name. I posted another song from this earlier here
Lyrics transliterated:
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko; Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani; Kahin Badal Na Jaana Sanam
Oh, Le Liya Dil, Oh Haai Mera Dil; Haai Dil Lekar Mujhko Na Behlaana
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko; Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani; Kahin Badal Na Jaana Sanam
Bahaar Banke Aaoon Kabhi Tumhaari Duniya Mein; Guzar Na Jaaye Yeh Din Kahin Isi Tamanna Mein
Bahaar Banke Aaoon Kabhi Tumhaari Duniya Mein; Guzar Na Jaaye Yeh Din Kahin Isi Tamanna Mein
Tum Mere Ho, Ho Tum Mere Ho; Aaj Tum Itna Vaada Karte Jaana
Chura Liya; Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko; Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani; Kahin Badal Na Jaana Sanam
Ho, Sajaaoonga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Daali Ko; Lahoo Jigar Ka Doonga Haseen Labon Ki Laali Ko
Sajaaoonga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Daali Ko; Lahoo Jigar Ka Doonga Haseen Labon Ki Laali Ko
Hai Vafa Kya Is Jahaan Ko; Ek Din Dikhla Doonga Main Deewana
Chura Liya; Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko; Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani; Kahin Badal Na Jaana Sanam
Le Liya Dil, Haai Mera Dil; Haai Dil Lekar Mujhko Na Behlaana
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko; Nazar Nahin Churaana Sanam