For all songs in this series, go here
For those songs which have same tune, go here
This song is again from the 1968 Indian Hindi-language romantic comedy film Jhuk Gaya Aasman (= The sky bent to you). The film is a remake of the American film Here Comes Mr. Jordan (1941).
Music was composed by Shankar Jaikishan to the Lyrics penned by Hasrat Jaipuri. Sung by Mohammad Rafi. This song was a copy of Elvis Presley’s “Marguerita” from the America musical comedy film Fun in Acapulco (1963).
Here is the original song from this song was copied from. Sung by Elvis Presley
Lyrics transliterated:
Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya; Kaun Hai Jo Dil Mein Samaya
Lo Jhuk Gaya Aasmaan Bhi; Ishq Mera Rang Laya

O Priya Aaaa Aaa; O Priya Aaaa Aaa
Zindagi Ke Har Ek Mod Pe Mein; Geet Gata Chala Ja Raha Hoon

Bekhudi Ka Yeh Aalam Na Poocho
Manzilo Se Badha Ja Raha Hoon; Manzilo Se Badha Ja Raha Hoon
Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya; Kaun Hai Jo Dil Mein Samaya
Lo Jhuk Gaya Aasmaan Bhi; Ishq Mera Rang Laya
O Priya Aaaa Aaa; O Priya Aaaa Aaa
Jism Ko Maut Aati Hai Lekin; Rooh Ko Maut Aati Nahi Hai

Ishq Raushan Hai Raushan Rahega
Raushani Iski Jati Nahi Hai; Raushani Iski Jati Nahi Hai
Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya; Kaun Hai Jo Dil Mein Samaya
Lo Jhuk Gaya Aasmaan Bhi; Ishq Mera Rang Laya
O Priya Aaaa Aaa; O Priya Aaaa Aaa
Saj Gayi Aaj Sari Dishaye; Khul Gayi Aaj Jannat Ki Raahein

Husn Jab Se Mera Ho Gaya Hai
Mujh Pe Padti Hai Sabki Nigahein; Mujh Pe Padti Hai Sabki Nigahein