For all songs in this series, go here
This song is from the 1958 Indian Hindi-language musical comedy film Chalti Ka Naam Gaadi (= That which moves is called a car). Music was composed by S. D. Burman with Lyrics penned by Majrooh Sultanpuri. Sung by Kishore Kumar and Asha Bhosle.
Lyrics transliterated:
Haal Kaisa Hai Janaab Ka; Kya Khayaal Hai Aap Ka
Tum To Machal Gaye O O O; Yun Hi Fisal Gaye Aa Aa Aa
Haal Kaisa Hai Janaab Ka; Kya Khayaal Hai Aap Ka
Tum To Machal Gaye O O O; Yun Hi Fisal Gaye Aa Aa Aa
Bahaki Bahaki Chale Hai Pawan Jo Ude Hai Tera Aanchal
Chhodo Chhodo Dekho Dekho Gore Gore Kaale Kaale Baadal
Bahaki Bahaki Chale Hai Pawan Jo Ude Hai Tera Aanchal
Chhodo Chhodo Dekho Dekho Gore Gore Kaale Kaale Baadal
Kabhi Kuchh Kahati Hai; Kabhi Kuchh Kahati Hai
Zara Nazar Ko Sabhalna
Haaa Aaa Haal Kaisa Hai Janaab Ka; Haay Kya Khayaal Hai Aap Ka
Haay, Tum To Machal Gaye O O O; Hmm Hmm Yun Hi Fisal Gaye Aa Aa Aa
Pagali Pagali; Kabhi Tune Socha Raste Mein Gaye Mil Kyon
Pagale Pagale; Teri Baaton Baaton Mein Dhadkta Hai Dil Kyon
Ahaa, Pagali Pagali; Kabhi Tune Socha Raste Mein Gaye Mil Kyon
Pagale, Pagale; Teri Baaton Baaton Mein Dhadkta Hai Dil Kyon
Kabhi Kuchh Kahati Hai; Kabhi Kuchh Kahati Hai
Zara Nazar Ko Sabhalna
Aa Aa ,Haal Kaisa Hai Janaab Ka; Haay Haay, Kya Khayaal Hai Aap Ka
Tum To Machal Gaye O O O; Yun Hi Fisal Gaye Aa Aa Aa
Kaho Ji Kaho Ji; Roz Tere Sang Yun Hi Dil Bahalaayen Kya
Suno Ji Suno Ji; Samajh Sako To Khud Samajho Bataaen Kya
Kaho Ji; Kaho Ji; Roz Tere Sang Yun Hi Dil Bahalaayen Kya
Suno Ji Aha, Suno Ji; Samajh Sako To Khud Samajho Bataaen Kya
Kabhi Kuchh Kahati Hai; Kabhi Kuchh Kahati Hai
Zara Nazar Ko Sambhalna
Haay, Haal Kaisa Hai Janaab Ka; Kya Khayaal Hai Aapka
Tum To Machal Gaye O O O; Yun Hi Fisal Gaye Aa Aa Aa
Haal Kaisa Hai Janaab Ka; Kya Khayaal Hai Aap Ka
Tum To Machal Gaye O O O; Yun Hi Fisal Gaye Aa Aa Aa
Haal Kaisa Hai Janaab Ka; Kya Khayaal Hai Aap Ka
Tum To Machal Gaye O O O; Yun Hi Fisal Gaye Aa Aa