For all songs in this series, go here
This is from the 2007 Indian Hindi-language romantic comedy film Jab We Met (= When We Met), Music is composed by Pritam to the Lyrics penned by Irshad Kamil. Sung by Shreya Ghosal.
Lyrics transliterated:
Haan; Hai Koi To Wajah; Jo Jeene Ka Maaza; Yun Aane Laga
Yeh; Hawaaon Mein Hai Kya; Thoda Sa Jo Nasha; Yun Chane Laga
Pucho Na Pucho Mujhe Kya Hua Hai Teri Raahon Mein Aakar
Pucho Na Pucho Mujhe Kya Milega Teri Bahon Mein Aakar
Yeh Ishq Haaye Baithe Bithaaye Jannat Dikhaye; Haan
O Raama; Yeh Ishq Haaye Baithe Bithaaye Jannat Dikhaye Haan
Todi Maine Saare Hi Bandhan Zaamane Tere; Todungi Na Mein Vaada
Aadha Hissa Mere To Dil Ki Kahani Ka Tu; Piya Mein Baaki Aadha
Dekho Na Dekho Mujhe Kya Hua Hai Teri Yaadon Mein Kho Kar
Pucho Na Pucho Mujhe Kya Hua Hai Teri Baaton Mein Ji Kar
Yeh Ishq Haaye Baithe Bithaaye Jannat Dikhaye; Haan
O Raama; Yeh Ishq Haaye Baithe Bithaaye Jannat Dikhaye Haan
Mere Jaise Lakhon Mile Honge Tujhko Piya; Mujhe To Mila Tu Hi
Tu Hi Mere Hothon Ke Khilti Hui Si Hasen; Yeh Labh Hi Piya Tu Hi
Dekho Na Dekho Mujhe Kya Hua Hai Tujhe Sapno Main Laakar
Pucho Na Pucho Mujhe Kya Hua Hai Teri Baaton Mein Aakar
Yeh Ishq Haaye Baithe Bithaaye Jannat Dikhaye; Haan
O Raama; Yeh Ishq Haaye Baithe Bithaaye Jannat Dikhaye Haan
Haan; Hai Koi To Wajah Jo Jeene Ka Maaza; Yun Aane Laga
Yeh; Hawaaon Mein Hai Kya Thoda Sa Jo Nasha; Yun Chane Laga