For all songs in this series, go here
For those songs which have same tune, go here
This is from the 1995 Indian Hindi-language masala film Coolie No. 1 (= Porter No. 1). The film is a remake of the Indian Tamil-language film Chinna Mapillai (1993).
Music was composed by Anand – Milind to the Lyrics penned by Sameer. Sung by Abhijeet and Chandana Dixit.
In 2020, David Dhawan, the director, remade the film with the same name with his son Varun Dhawan, Sara Ali Khan and Paresh Rawal. The same song was repeated in the 2020 movie.
Lyrics transliterated from the original song:
Husn Hai Suhana Ishq Hai Deewana; Husn Hai Suhana Ishq Hai Deewana
Roop Ka Khajana Aaj Hai Lutana; Aake Deewane Mujhe Seene Se Laga; Na Na Na
Goriya Chura Na Mera Jiya; Goriya Chura Na Mera Jiya

Goriya Chura Na Mera Jiya
Karke Ishaara Bulaye Jawani
Aise Lubha Na Mujhe Deewani; Aise Lubha Na Mujhe Deewani
Tere Bina Hai Adhuri Kahani
Dunga Tujhe Main Koi Nishaani; Dunga Tujhe Main Koi Nishaani
Aaja Aaja Na; Aaja Aaja Na Dilbar Jaani
Jaane Jaana Oh Jaana; Tu Hai Khwabon Ki Rani
Apna Banaungi Nigahein Toh Mila; Na Na Na
Goriya Ne Pagal Mujhe Kiya; Goriya Ne Pagal Mujhe Kiya
Goriya Chura Na Mera Jiya; Goriya Chura Na Mera Jiya
Mauka Milan Ka Kahan Roz Aaye
Aise Mujhe Kyon Kareeb Laye; Aise Mujhe Kyon Kareeb Laye;
Darde-Judai Kahin Ab Na Jaaye
Koi Nashan Sa Dhadkan Pe Saaye; Koi Nashan Sa Dhadkan Pe Saaye
Dheere Dheere Se Haule Haule Se Kyon Tadpaye
Aisi Raaton Mein Aisi Baaton Mein Kyon Behkaye
Kya Hai Irada Mere Yaar Bata; Na Na Na
Goriya Hai Aashiq Tera Piya; Goriya Hai Aashiq Tera Piya