For all songs in this series, go here
This song is from the 1991 Indian Hindi-language psychological thriller film 100 Days. It is a remake of the 1984 Indian Tamil-language film Nooravathu Naal, which itself is an unofficial adaptation of the 1977 Italian giallo film Sette note in nero (English Title: The Psychic or Seven Notes in Black) and the 1998 American film Eyes of Laura Mars.
Music was composed by RaamLaxman to the Lyrics penned by Dilip Tahir, Ravindra Rawal and Dev Kohli. Sung by Amit Kumar and Alka Yagnik.
Lyrics transliterated:
AAAAAAAAAA; Aye Dar Gayi; Ha Ha Ha
Ik Thi Ladki Bholi Bhali Har Ahat Se Darne Wali
Baat Baat Mein Ro Deti Thi Woh; ACHCHAA
Haaannnn; Ik Din Ek Chota Sa Bacha Umar Mein Jo Tha Bilkul Kacha
Pas Mein Ake Ye Bola Usko
Gabbal Ching Yeh Kah Kal Daya; Jo Dal Gaya Woh Mal Gaya
Haan Gabbar Singh Yeh Kah Kar Gaya; Jo Dar Gaya Woh Mar Gaya
Gabbar Singh Yeh Kah Kar Gaya; Jo Dar Gaya Woh Mar Gaya
Nadan Bacha Haseen Khel Mein; Kodi Gazab Ki Dekar Gaya
AREY Nadan Bacha Haseen Khel Mein; Kodi Gazab Ki Dekar Gaya
AYE AYE AYE Gabbar Singh Yeh Kah Kar Gya; Jo Dar Gaya Woh Mar Gaya
Gabbar Singh Yeh Kah Kar Gaya; Jo Dar Gaya Woh Mar Gaya
Dilwalon Ki Hain Yeh Ada; Dilwalon Ki Hain Yeh Ada
Jeene Ka Lete Hain Maja; Jeene Ka Lete Hain Maza
Un Bato Se Kya Darna; Jin Par Zor Nahin Apna
Haye Haye Haye
G G G Gabbar Singh Yeh Kah Kar Gaya; Jo Dar Gaya Woh Mar Gaya
Gabbar Singh Yeh Kah Kar Gaya; Jo Dar Gaya Woh Mar Gaya
Are Bap Re; Kya Hua
Nakli Khal Pahan Kar Aye Gidad Sher Agar Ban Jaye
Pal Bhar Dhak Jama Leta Hai Woh; Aisa; Haan
Par Logo Ke Pathar Khake Bhage Jab Woh Dum Dabake
Koi Bache Kahe Agar Usko
Gabbal Ching Yeh Tah Tal Daya; Jo Dal Gaya Woh Mal Gaya
Aye Gabbar Singh Yeh Kah Kar Gaya; Jo Dar Gaya Woh Mar Gaya
Gabbar Singh Yeh Kah Kar Gaya; Jo Dar Gaya Woh Mar Gaya
Kahte Hain Gidhad Ki Aye Jo Jab Maut; To Bhag Kar Woh Shehar Gaya
Kahte Hain Gidhad Ki Aye Jo Jab Maut; To Bhag Kar Woh Shehar Gaya
Aye Haye Gabal Ching Kya Kah Kal Gaya; Jo Dal Gaya Woh Mal Gaya