For all songs in this series, go here
This is another song from the 1966 Indian Hindi-language musical mystery film Teesri Manzil (= Third floor). Music was composed by R. D. Bruman to the Lyrics penned by Majrooh Sultanpuri. Sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.
Lyrics transliterated:
O Haseena Zulfon Wali Jaane Jahan, Dhoondti Hain Kafir Aankhen Kiska Nishaan
O Haseena Zulfon Wali Jaane Jahan; Dhoondti Hain Kafir Aankhen Kiska Nishaan
Mehfil Mehfil Aye Shamaa Phirti Hon Kaha?; Mehfil Mehfil Aye Shamaa Phirti Hon Kaha?
Woh Anjaana Dhoondti Hoon; Woh Deewana Dhoondti Hoon
Jalaakar Jo Chup Gaya Hain; Woh Parwaana Dhoondti Hoon
Garm Hain Tez Hain Yeh Nigahe Meri; Kaam Aajayengi Sard Aahen Meri
Tum Kisi Raah Mein To Miloge Kahin; Arrey Ishq Hoon Mein Kaheen Theharta Hi Nahni
Mein Bhi Hoon Galiyon Ki Parchaai; Kabhi Yaha Kabhi Waha
Shaam Hi Se Kuch Ho Jataa Hain; Meri Bhi Jaadoo Jawaan
O Haseena Zulfon Wali Jaane Jahan; Dhoondti Hain Kafir Aankhen Kiska Nishaan
Mehfil Mehfil Aye Shamaa Phirti Hon Kaha?; Mehfil Mehfil Aye Shamaa Phirti Hon Kaha?
Woh Anjaana Dhoondti Hoon; Woh Deewana Dhoondti Hoon
Jalaakar Jo Chup Gaya Hain; Woh Parwaana Dhoondti Hoon
Chup Rahen Hain Yeh Kya Dhang Hain Aapka; Aaj To Kuch Naya Rang Hain Aapka
Aaj Ki Raat Mein Kya Se Kya Ho Gayi; Aaha Aapki Saadgi To Balaa Ho Gayi
Mein Bhi Hoon Galiyon Ki Parchaai; Kabhi Yaha Kabhi Waha
Shaam Hi Se Kuch Ho Jataa Hain; Meri Bhi Jaadoo Jawaan
O Haseena Zulfon Wali Jaane Jahan; Dhoondti Hain Kafir Aankhen Kiska Nishaan
Mehfil Mehfil Aye Shamaa Phirti Hon Kaha?; Mehfil Mehfil Aye Shamaa Phirti Hon Kaha?
Woh Anjaana Dhoondti Hoon; Woh Deewana Dhoondti Hoon
Jalaakar Jo Chup Gaya Hain; Woh Parwaana Dhoondti Hoon
Thariye To Sahi Kahiye Kya Naam Hain; Meri Badnamiyon Ka Wafaa Naam Hain
O Oh Katal Karke Chalein Yeh Wafaa Khoob Hain; Hain Naadan Teri Yeh Adaa Khoob Hain