Magic in Tunes – Aaiye Meharbaan

For all songs in this series, go here

This song is from 1958 Indian Hindi-language crime thriller film Howrah Bridge.

Music was composed by O. P. Nayyar to the Lyrics penned by Qamar Jalalabadi. Sung by Asha Bhosle.

Lyrics transliterated:

Aaiye Meharbaan; Baithiye Jaane Jaan

Shauq Se Lijiye Ji; Ishq Ke Imtehaan

Aaiye Meharbaan; Baithiye Jaane Jaan

Shauq Se Lijiye Ji; Ishq Ke Imtehaan

Aaiyeee Meharbaan

Kaise Ho Tum Naujawan; Kitne Haseen Mehmaan

Kaise Ho Tum Naujawan; Kitne Haseen Mehmaan

Kaise Karun Mein Bayaan; Dil Ki Nahi Hai Zubaan

Kaise Karun Mein Bayaan; Dil Ki Nahi Hai Zubaan

Aaiye Meharbaan; Baithiye Jaane Jaan

Shauq Se Lijiye Ji; Ishq Ke Imtehaan

Aaiyeee Meharbaan

Dekha Machal Ke Jidhar; Bijli Giraa De Udhar

Dekha Machal Ke Jidhar; Bijli Giraa De Udhar

Kiskaa Jalaa Aashiyaan; Bijli Ko Ye Kyaa Khabar

Kiskaa Jalaa Aashiyaan; Bijli Ko Ye Kyaa Khabar

Aaiye Meharbaan; Baithiye Jaane Jaan

Shauq Se Lijiye Ji; Ishq Ke Imtehaan

Aaiye Meharbaan; Baithiye Jaane Jaan

Shauq Se Lijiye Ji; Ishq Ke Imtehaan

Aaiyeee Meharbaan

Leave a comment