For all songs in this series, go here
This is from the 1975 Indian Hindi-language action crime film Warrant. Music was composed by R. D. Burman to the lyrics penned by Anand Bakshi. Sung by Kishore Kumar.
Lyrics transliterated:
Ruk Ruk Ruk Ruk Ruk Ruk Ruk Ruk Jaana
Ruk Jaana O Jaana Humse Do Baatein Karke Chali Jaana
Ke Mausam Hai Deewana
Are Ruk Jaanaa O Jaanaan Humse Do Baatein Karke Chali Jaana
Ke Mausam Hai Deewaana
Hey Is Dil Ka Salaam De Doon; Aa Tujhko Paighaam De Doon
Achchhaa Sa Ek Naam De Doon
Rukhsana Rukhsana; Rukhsana Rukhsana
Ruk Jaa Ruk Jaanaa O Jaana Humse Do Baatein Karke Chali Jaana
Ke Mausam Hai Deewana
Aisa Kyaa Janab Gussa; Pyaar Ka Jawab Gussa
Hota Hai Kharab Gussa
Naa Naa Naa Naa Naa Naa; Naa Naa Naa Naa Naa
Ruk Jaa; Ruk Jaanaa O Jaanan Humse Do Baatein Karke Chali Jaana
Ke Mausam Hai Deewana
Laakhon Mein Tu Ek Ladki; Lagti Hai Tu Nek Ladki
Hans Ke Zaraa Dekh Ladki
Sharma Naa Sharma Naa; Sharma Naa Sharma Na Ruk Jaa
Ruk Jaana O Jaana Humse Do Baatein Karke Chali Jaana
Ke Mausam Hai Deewana